價格:免費
更新日期:2018-02-15
檔案大小:22M
目前版本:1.0
版本需求:Android 4.1 以上版本
官方網站:mailto:sadafenterprises12@gmail.com
Darhi aor Anbiya ki sunnatain is an Urdu Islamic book about keeping beard. The author wrote the benefits of keeping beard. In this book the readers will read Behtareen tareeqa zindagi Nabawe Swallallaho Alaihe Wasallam tareeqa zindagi hai, Darhi ke mutaliq mukhtalif nazreye aor atedaal ki raah, Ummat-e-Muslima kia se kia ho gayi, Darhi aik mushth rakhna wajib hai, Darhi kitni rakhna masnoon hai, Aik shubah aor oska jawab, Darhi ke mutaliq Ahadees main 6 lafz aaye hain, Is shubah ka jawab keh baaz kitabon main Darhi rakhna sunnat lekha hai, Darhi mundaana haram hai aor is par ijmaa hai, Charon Feqahe makaatib-e-fikar aor Fiqah zahiri ki tasreehat, Sharaee uzar ki waja se Darhi mundaana jayez hai, Darhi mundaanay wala fasiq hai aor fisq ki maani, Darhi sunnat Anbiya aor taqazaye fitrath hai, Fitrath ki maani, Hadees umoor-e-fitrat aor iski tashreeh, Moonch tarashna, Moonch tarashe jaye ya moondi jaye Qol-e-faisal kia hai, Dosray se moonch kutarwana, Naak ke balon ka hokum, Nakhun tarashna, Nakhun tarashnay ka koyi khas tareeqa marwe nahi hai, Tarasheeda nakhun ka kia karay, Baghal ke baal lena, Baghal ke baal moonday jayain ya ukharay jayain, Baal safa sabun se baghal saaf karna jayez hai, Dosray se baghal moondanay ka hokum, Zair-e-naaf moondna, Aana(Zair naaf) se kon se baal murad hain, Zair-e-naaf kutarna aor sabun waghaira se saaf karna bhi jayez hai, Aoraton keleye behtar kia hai, Waqt ki tahdeed, Maswak karna, Maswak ki ahmiyyat aor os ke khas aoqaat, Maswak se Nimaz qeemati banti hai, Rozadaar zawal ke bad bhi maswak kar sakta hai, Maswak lakri ki honi chaheye, Bawaqt-e-zarorat lakri ka qayem maqam, Powder paste aor brush ka hokum, Maswak moonh ke kis hissa main kia jaye, Maswak arzan ki jaye ya thoolan, Naak ki safayi karna, Nizafat ke ihtemaam ki taakeed, Naak ki safayi ka tareeqa, Bayain hath se naak saaf ki jaye, Roza main naak main pani khenchna jayez nahi,
Joroon ka dhona, Jisam kia safayi taqazaye fitrat hai, Inteqasul Maa ke 3 maani, Pani se istenja karna, Paishab ki amad rokna, Sharamgaah par chheenta daalna, Kuli karna, Roza ki halat main ghargharah makrooh hai, Darhi rakhna aor iski tareef, Darhi aik mushth rakhna masnoon hai zayed kaat le jaye, Darhi ko charhana girah lagana aor balon ko andar ghusana haram hai, Rukhsaar ke balon ka hokum, Aorat ki darhi ka hokum, Ghani darhi ka ikraam, Sufaid baal chenna makrooh hai, Rukhsaar ke baal na lena aola hai, Balon main khezaab karna chaheye, Aorat keleye khezaab karnay ka hokum, Mehendi ke khezaab ka hokum, Siyaah ke elawa har khizaab jayez hai, Kin kin rangon ka khizaab jayez hai, Darhi aor balon ke khizaab ki tafseel, Moonch ke kinaray ke baal moonch ke hokum main hain, Darhi nikalnay se pehlay kaanon ke saamnay ke balon ka hokum, Halq ke balon ka hokum, Wazu main Darhi dhonay aor masah karnay ke mufassal ahkaam, Ghani Darhi main khilaal, Khatna karana, Khatna ki maani hokum aor mahal, Agar khatna main pori chamri na kati ho tu, Khatna ke baad chamri barh jaye tu, Kitni umar main khatna karayi jaye, Jaldi khatna karanay main faida hai, Aorat ka khatna sunnat nahi hai, Khatna ki dawat ka hokum, Aoraton keleye choti baandh kar Nimaz parhna mustahab hai, Darhi aor tarah tarah ki batain, Is shobah ka jawab keh Huzoor Swallaho Alaihe Wasallam ka Darhi rakhna qomi aor mulki riwaj ki wajah se tha, Is shobah ka jawab keh Islam main zahiri heath ki koyi khaas ahmiyyat nahi, Is shobah ka jawab keh zahiri arayesh ki koyi hajat nahi bathini islaah kaafi hai and much more.